search

Which language should I use for my blog?

Aaj main soch raha tha mujhe apne blog ke liye kis bhasha ka upyog karna chahiye pahle mene socha mujhe English language ka me bnana chahiye fir mujhe laga mujhe Hindi me bnana chahiye ab last me main es blog ko Hinglish language me upyog karuga.

Mene Hinglish ko hi kyon choose kiya?

Jab main English me es blog ko bnane ki soch raha tha tab main ise globel point of view se dekh raha tha aur internet par english me blog bnana aasan bhi rahta hai par mera dil me ye tha ke mujhe apne matr bhasha me ese bnana chahiye jisse main apne audience se connect rah saku fir muje hindi me likhne me thodi mushkil hone lagi aakhi me, mene Hinglish ko choose kiya isse mujhe likhne me bhi aasani rahti hai aur internet par English alphabet esliye acceptable bhi hai.

To ab main es blog par Hinglish me apse juda rahunga aur sath me main English or Hindi ka bhi upyog karunga. Apko kya lagta hai comments me jarur bnata main apki comments rojana padhuga aur unka jwab bhi dunga.

Share it on your social network:

Or you can just copy and share this url
Related Posts